Mehngi Bhains - Hindi Kahaniya | Dofollow Social Bookmarking Sites 2016
Facing issue in account approval? email us at info@ipt.pw

Click to Ckeck Our - FREE SEO TOOLS

1
Ye kahani hai ek ameer zameendaar aur uske lalchi or laparvaah naukar jhumroo ki, zameendaar poore gao mei apni bhains ke liye mashoor tha
kyoki uski bhains ek bari mei 50 kilo dudh deti thi zameendaar ke ameer hone ke karan bhi ye bhains hi thi. Ek bar zameendaar ko apne bete ke
pas ek mhine ke liye videsh jana tha jis vjha se vo sare ghar ki or apni pyari bhains ki zimmedari jhumroo ko de gya. Vaise to jhumroo kafi vafadaar
tha parantu uske sath hi lalchi bhi tha. Malik ke jane ke bad vo khud ghar ka malik bnke ghumne lga. Na to vo bhains ka khyal rakhta na ghar ka, apne
malik ke kapde pehen khud gao mei ghumta rheta. Fir ek raat zameendar ke ghr ek pilu nam ka aadmi kiraye pe rhene ke liye aya, tb jhumroo ka dimag chla
aur usne pilu ko tin sharto pe ghar kiraye par rehne k liye diya pehli ke ghar sirf ek mahine k liye kiraye pe milega dusri k sara kiraya pehle dena hoga
aur tisri ke ghar ka aur bhains ka dhyan pilu ko hi rkhna pdega.

Comments

Who Upvoted this Story